
Shiv Purana Devdutt Pattanaik Ke Saath
Written by: Devdutt Pattanaik
Narrated by: Devdutt Pattanaik
Summary
Audible prastut karta hain Shiva Purana Devdutt Pattanaik ke Saath.
Ek paanch khand ki shrinkhala jo ki kahani hai, devon ke dev Mahadev Shiva ki.
Shiva Purana mein Shiva ki kahani batayi gayi hai. Hindu dharm ke tridevon mein Shiva srishti ke vinaashak hain, jo uske srijankarta Brahma aur uske sanrakshak Vishnu ko purn karte hain. Iss kahani mein hum yeh jaanenge ki ‘Vinashak’ hone ke bavajood Shiva ko kyon pooja jaata hai jabki srijankarta hone ke bavajood Brahma ko nahin pooja jaata. Shiva ka vairaagi se lekar grihasth tak ka parivartan bhi iss kahani mein varnit kiya gaya hai: Kaise devi ne unhe Shiva se Shankar mein parivartit kiya, jo pati, pita, nartak, sangeetkar aur shikshak hain, jo apni shakti se vishvabhar mein sabko khush karte hain.
Jai Shiva Shankar, Jai Bhole Nath!
Disclaimer: Yeh show shrota ke manoranjan ke liye hai. Yeh show kisi bhi vyakti, sansthan, jaati, samudaay ya dharm ko apamaanit ya badnaam karne, ya kisi sansthan ya vyakti, jeevit ya mrit, ko badnaam karne ke uddeshya se nahin hai. Shrotaaon ko apne vivek ke istemaal karne ki bharpur salaah dee jaati hai
©2020 Audible Singapore Private Limited (P)2020 Audible Singapore Private Limited
- Suno Mahabharat Devdutt Pattanaik ke Saath
Suno Mahabharata Devdutt Pattanaik ke Saath is an exclusive presentation by Audible.
- Dharmic Leadership with Devdutt Pattanaik
Dharmic Leaders work towards being secure so that they can be ambitious for others, content for the self, and generous for both.